Here's looking at you Star... Discover what goes into the making of a legend.
Find those Amitabh one - liners and dhamakedaar dialogues that you simply loved. What's more you can even mail us
your favourite Amitabh dialogues or the leading lady who looked best on him. So click away and add to the enigma that is Amitabh. |
|
Dialogues |
Film |
"Aisa to Aadmi Life mein Doich time bhaagta hai. Olympic ka race
ho, yaa Police ka case ho. Tum kisliye bhaagta hai bhai?" |
Amar Akbar Anthony |
"Yeh koylei ki khaan ek azgar hai seth sahaab, jo roz , unginath
logon ko nigalkar, usei peeskar, jissm se khoon ka ek-ek katra choosk ar, ek lash ke roop mein ugall deta hai." |
Kaala Paththar |
"Govardhan seth, Samundar mein tairne waale- kuon aur taalabon
mein dubki nahin lagaya karte hain." |
Sharabi |
"Waqt ki bisaat pe kismat ne jo mohre bichaaye the, unka rukh
palat gaya." |
Kaalia |
"Sahi baat sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai,
Aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon." |
Trishul |
"You are right Mr. R.K. Gupta, yeh contract mujhi ko milegi. Aur
haan, mere banaye hue colony me agar aap ko ghar chahiye, to taqalluf mat kijiyega, makaan aap ko mil jayega." |
Trishul |
"Jisne pachchees saal se apni Maa ko thoda thoda marte dekha ho,
use maut se kya darna." |
Trishul |
"Jigar ka dard upar se kahin maloom hota hai (?), Jigar ka dard
upar se nahin maloom hota hai." |
Sharabi |
"Muchchen hon to Nathulal jaise warna na hon." |
Sharabi |
"Govardhan seth, Samundar mein tairne waale- kuon aur taalabon
mein dubki nahin lagaya karte hain." |
Sharabi |
"Sapne bhi samundar ki lahron ki tarah, haqeeqat ki chattanon
se takra kar toot jaate hain." |
Deewar |
"Hum jaha pe khade ho jaate hein, line wahi se shuru hoti hai." |
Kaaliya |
"Rishte me to hum tumhare baap hote hain, naam hai Shahenshah." |
Shahenshah |
"Bachpan se hai sar par Allah ka haath, aur Allahrakha hai mere
saath; Baazu par hai saathsochiyaasi ka billa, bees number ka beedi peetha hu, kaam karta hu coolie ka aur naam hai Iqbal." |
Coolie |
"Aaap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai jailer
sahab, Kaaliya ki himmat ka faulaad nahi dekha." |
Kaaliya |
"Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai." |
Don |
"Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa." |
Laawaris |
"Tumhara naam kya hai, Basanti?" |
Sholay |
"Daaru peene se liver kharab ho jaatha hai." |
Satte pe Satta |
"Eh Caancha, saala bandook bhi dikhata hai aur peeche bhi hattha
hai?" |
Agneepath |
"Aur aap, Mr. R.K. Gupta, aap mere najayaz baap hai? Meri maa
ko aap se chahe zillat aur beizzati ke siva kuch na mila ho, lekin main apni maa, usi Shanti ki taraf se aap ki saari daulat
vapas lauta raha hoon. Aaj aap ke paas aap ki saari daulat sahi, sab kuch sahi, lekin main aap se jaada garib aaj tak nahin
dekha. Good bye, Mr. R.K. Gupta." |
Trishul |
"Lekin woh aayee kyon nahin?" |
Naseeb |
"Woh aayegee." |
Sharaabi |
"Mukhtaar Singh ka naam suna hai?" |
Kaalia/Shahenshah |
"Mai aur meri tanhaai - aksar ye baatein karte hai...." |
Silsila |
"Mai jo bhi hoon, is wakt tumhare maalik ka maalik hoon bete." |
Shakti |
"Pain is my destiny and I can't avoid it." |
Kaala Patthar |
"Mai feke hue paise ko nahi uthatha." |
Deewar |
"Jo mard hota hai, use dard nahi hota." |
Mard |
"Ye telephone bhi ajeeb cheez hai- aadmi sochta kuch hai, boltha
kuch hai, aur karta kuch hai." |
Agneepath |
"Zindagi ka tambu teen bambuo pe khada hai." |
Sharaabi |
|